Pineapple Beer At Home // How To Make Pineapple Beer

Sir aapki saari videos main dekhta hoon,maine aapke guidance k hisaab sey ghar mein do baar grape wine banai aur dono baar bohot acchi bani.mere paas zyada resources nahi they but aapney jaisey bataya waisey banaya aur perfectly ban gaya,mujhey wine yeast nahi mila toh bread yeast use kiya,Potasium Meta B Sulphyte nahi mila toh normal boiled water use kiya,peptic enzyme nahi mila toh uski jagah papite ka chilka use kiya,aapney har cheez ka alternative bataya,jiske kaaran main ghar mein wine bana k enjoy kar paaya,mujhey itney acchey sey sab kuch sikhane k liye aapka thank you..ab main ghar mein Whiskey banane ki koshish kar raha hoon,main jo bhi banata hoon apne consumption k liye hi banata hoon,no advertisement or selling ajenda...ALcohol market mein bhi milti hai but ghar mein apne haath sey bana k pine ka maza hi alag hai,ghar mein apne hisaab sey quality control kar sakte hain,aur aap jaisa mentor ho toh main woh sab bana sakta hoon jo aap videos mein sikhate ho,toh market sey kyun hi lena.Thank you so much for guiding me.
