Aaj ki is video mein hum aap ko batayenge ke Saudi Arabia mein Family Visit Visa multiple entry hai ya single entry isko mobile se ya computer se kaise check kiya jata hai. Bohat se log Visa stamp milne ke baad confuse ho jate hain ke unka visa single entry hai ya multiple entry, aur woh yeh nahi samajh paate ke check kahan se karein Is video mein hum step by step samjhaenge ✅ Family visit visa ka status kaise check karein ✅ Kaise pata lagayein ke visa single hai ya multiple entry ✅ Visa validity aur number of entries kahan likha hota hai ✅ Muqeem aur Enjazit Visa MOFA website se details kaise open karein ✅ Passport par visa stamp me entry type kaise pehchanein Useful Websites jahan se aap check kar sakte hain 1. https://visa.mofa.gov.sa Important Tips 🔹 Single entry visa mein aap sirf 1 bar Saudi enter ho sakte hain 🔹 Multiple entry visa mein aap visa validity ke doran Saudi se bahar ja kar wapis aa sakte hain 🔹 Entry type aap ke visa document me clearly likha hota hai 🔹 Agar aap ko option show na ho to aap number of entries section zaroor check karein Agar aap Saudi Arabia me rehte hain aur apne family ka visit visa issue karwaya hai to yeh video aap ke liye bohat helpful hogi
In the name of Allah, the most Gracious, the most Merciful.
Peace be upon you, friend.
Friend, in today's video, I'm going to talk about family visit visa.
How can you check your family visit visa, multiply or single.
Yesterday I heard a news that a person told that
Multiply visa has been opened in Saudi Arabia.
And now you will get a family visa like before.
So, in this video, I'm going to tell you that
If you get any such false news,
How can you verify that news in your mobile?
Is this news true or false?
How can you check it?
About family visit visa.
So, let's start.
How can you check this news in your mobile?
On your mobile, you can check that
Can this visa be opened on the family visit visa?
Or can this visa be a single visa?
So, how can you verify it on your mobile?
So, let's start.
Before starting, there is a small request.
If you have not subscribed to my channel yet,
And like this, you want info videos.
Subscribe to the channel and click the bell icon.
So that you receive info videos on this channel.
video upload karta reta hoon. Aap log mere video ko dekh kar bohot saara masale masale
aapko khud apne mobile mein hal kar sakte hain. Toh sabse pehle aapko karna kya hai
aap ke paas net hota hai, hamisha aap kisi ke paas net hota hai aur mobile hota hai.
Toh hum Google open karein, jo bhi aapko khabar min jaye, kisi jagah se bhi aapko min jaye,
toh aap sabse pehle aapna Google open kardein apne mobile mein, yahaan jaise mere google
open kiya, yahaan uske baad jo hai aap Google mein search bar mein aap leke, search bar
mein, jaise ki main leke raha hoon aapke saamne, visit visa, visit visa mene nik diye yahaan
pe aur usko aap search kardein, bas ek hi click mein jo hai aap apna kaam kar sakte
hain aur aap khud visit visa ka aapko khabar min jayega aur tasdik kar sakte hain apna
mobile mein. Uske baad isko jo hai hum cross karte hain, yahaan se cross karne ke baad
screen aapke saamne aaye jayega aur iska link mein video ki niche description mein dunga
aapko haan se direct bhi aasakte hain. Toh yahaan pe aap dekhe, tohda sa niche dekhe,
toh yahaan pe yeh likha hua hai, citizen aur resident jo hai likha hua hai, ispe aap click
kar de, bas itna sa kaam aapko karna hain aur uske baad jo hai aapko khud check kar
sakte hain. Jaise hi yahaan pe main click kar diya, tohda sa niche aur dekhe, toh yahaan
pe family visit visa, application for citizen bata raha hai, toh ispe hum click karte hain,
apply pe click karte hain. Apply click karne ke baad jo hai, aap isko nifaaz se open karne.
Dekhe, yahaan pe nifaaz dekha hua hai aur hum jo hai, isko nifaaz se open kar dete hain.
Jaise main yahaan pe apna eqama number daan leta hu aur eqama number daan ne ke baad jo
hai, ye open ho jayega. Toh humare nifaaz mein ek code aayega aur us code pe main click
karke jo hai, ye nifaaz se open kar leta hu. Toh chale, main yahaan pe click karta hu
yahaan pe. Abhi mere nifaaz mein code aayega, yahaan pe aap dekh sakte hain, ye at at ka
code hain nifaaz mein aayega. Abhi main nifaaz open kar leta hu. Aur nifaaz jaise hi open
karenge, uske baad accept pe click karte hain. Accept click karne ke baad jo hai, ye code
mere paas aayega, ispe main click karta hu. Aur iske baad jo hai, aap apna pin code daal
de. Pin code bhi main ne daal liya, yahaan se ye ok ho gaya. Abhi hum jaate hain, wapas
ussi application pe. Aur yahaan jo hai, isko hum todh sa intizaar kar lete hain. Ye khud
open ho jayega. Kyunki main ne nifaaz se open kar diya. Abhi hum yahaan intizaar karenge,
toh ye automatically open ho jayega. Toh ye aap dekh sakte hain, ye automatically open
ho jayega. Aur aapke eqaame se, ye open ho jayega. Uske baad jo hai, hum yahaan pe apply
pe click karte hain. Aur ye notification jo aapke saamne aaya jata hai, isko aap yahaan
se click kar de, close kar de. Yahaan upar jo hai, aapka poore detail aayega. Aapko karna
kya hai? Aapko jo hai, check karna hai ke aapka family visa jo hai, uska single visa aapko
melega, ya multiply visa aapko melega. Toh hum kya karte hain, todh sa intizaar na hain
aur yahaan pe add pe click kar de yahaan pe. Yahaan pe click kar de. Jaise hi yahaan pe
aap click karenge, toh ek aur page aapke saamne open ho jayega. Ye page jo hai, aapke ilay
bahut aham hain. Yahaan pe aap nationality select kar de. Jaise hi main nationality select
kar leta ho, main Europe country ka nationality jo hai, wo select kar leta ho yahaan se. Masalan
mein, koi bhi country aapko select kar de yahaan se. Main Australia jo hai, isko select
karta hoon. Aur uske baad jo hai, aap sabse niche aana hain, aur yahaan se check karna
hain, kya aapko multiply visa melega, ya single visa aapko melega. Toh yahaan pe niche dekh
sakte hain, yahaan pe, number of the entries. Toh yahaan pe, yahaan pe aap click karenge,
toh yahaan pe, ye aap dekh sakte hain, yahaan pe multiply bhi melega, aur single visa bhi
aapko melega yahaan se. Yahaan se aap select kar sakte hain, uske baad jo hai, aapko yahaan
pe click karke, aur yahaan se 365 din bata rahein, toh 365 pe aapko click kar sakte hain,
iss sara aapko check kar sakte hain. Aur yahaan pe visa, nauye din ka bhi aapko melega yahaan
se. Toh chale hum Pakistan ka check karenge, Pakistan, India, Bangladesh, iss country ko
check karte hain, ki kya humein iss tarah 365 din ka visa melega, ya nahi melega. Toh
iss page ke upar jate hain, aur yahaan se hum apna Pakistan jo hai, iss ko select karte
hain. Aap apna marzi se iss country select kar de, iss country ka aap hai. Toh main Pakistan
select kar deta hun yahaan se. Pakistan, Pakistan jaise hi main select kar diya, abhi
thoda sa neeche dekhte hain, ki humare paas mein multiply visa melega, ya nahi. Toh sabse
neeche aana hain. Aur yahaan pe aap dekh sakte hain, ki aapko yahaan pe likha hua bhi hai,
aur yahaan pe aapko multiply visa nahi milta. Yahaan pe aap click karenge, toh kuch bhi
likha hua nazar nahi aara, ki aap yahaan se single entry jo hai, usko select kar de,
ya multiply select kar de. Toh yahaan se aapko multiply visa bilkul nahi milla. Toh dosto,
issi tarah jo hai, aap koi bhi khabar aapko mil jaye, visit visa ke liye, toh aap yahaan
se khud check kar sakte hain. Umeedi hai ki video aap logon ko pasand aaya hoga, video
aapko samajh bhi aaya hoga. Gar video aapko pasand aaye, toh video ko ek like zarur dena,
channel ko subscribe karna na bhule.