Main Agar Kahoon 8k Video: Shah Rukh Khan,Deepika Padukone |Sonu Nigam,Shreya Ghosal |Om Shanti Om

Indian Music
92 followers
Jun 28, 2025 #Indianmusic #Entertainment
Tumko paaya hai toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi toh tumse kya kahoon
Tumko paaya hai toh jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi toh tumse kya kahoon
Kisi zabaan me bhi wo lafz hi nahi
Keh jinme tum ho kya tumhe bata sakoon
Mai agar kahu tumsa hasi
Kayanat me nahi hai kahi
Tarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi
Tumko paaya hai toh jaise khoya hoon
Shokhiyon me doobi ye adaaye
Chehri se jhalke hui hai
Zulf ki ghani ghani ghataye
Shaan se dhalke hui hai
Lehraata aanchal hai jaise baadal
Baahon me bhari hai jaise chaandani
Roop ke chaandani
Mai agar kahu ye dil kashi
Hai nahi kahi na hogi kabhi
Tarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi
Tumko paaya hai toh jaise khoya hoon
Tum hue mehrwa toh hai ye daasta
Ab tumhara mera ek hai karwa
Tum jahan main wahan
Mai agar kahu hamsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari
Tarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi
