lecture 7 : Ikura desu ka?

IIT Kanpur July 201
20 followers
1 Video View·Dec 1, 2023
Konnichiwa minasan, namaskar, japani bhasha ek parichay ke iss lecture me aap sabka bohot
hardik swagat hai, abhinandan hai, hum asha karte hain ki jo ye japani aap log yaha kar
rahe hain, usse aapko kuch fayada ho raha hai aur seekhne me aapko suvidha aa rahi hai,
kuch charan aapka sahi ho raha hai aur aapki jo roochi hai wo japani me bani hui hai, to
abhi tak hum logon ne apne pichle lecture me kore sore are kiya hai, wahan par kore
sore are ka kaise prayog kiya jaata hai, kaise vaakya banaya jaate hain, ye hum logon ne
seekha hai, to ussi series ka hum log aaj ek aur set karenge yaani ki kono, sono,
ano, ab ye shabd kya hai, inka bhasha me kaise prayog kiya jaata hai, kya iske piche
grammar hai, jo bhi thodi bohot hum log grammar karenge, kya hai iske piche, wo aaj hum log
dekhenge, to jaisa ki hum log har baar karte hain, dekhte hain ki kaiva me humare paas
kya hai, ya kaiva se pehle agar hum log ko kuch karna hai apne lecture ke liye, to wo
kya hai, to aayiye dekhte hain, to dekhiye sabse pehle aaj hum log ke paas ginti hai,
aur ginti jo hai, wo sao se hazaar tak hai, ab kyun ye ginti aaj hum log karenge, kyunki
aaj hum log seekhenge, kisi bhi vastu ka molya kaise puchha jaata hai, to uske liye aapko
sao se hazaar tak ginti ki awasyakta padegi, to sabse pehle aayiye hum log yehi kar lete
hai, to dekhiye hyaku, aap humare baad practice kar sakte hain iski, hyaku, aadha ha hai aur
ya mila karke hyaku banaya gaya hai, ni hyaku, saam byaku, yon hyaku, go hyaku, rop
byaku, nana hyaku, hap byaku, kyu hyaku, aur uske baad kya aata hai, jyu hyaku nahi
aata hai, uske baad hazaar ke liye jo shabd hai, wo hai sen, ab dekhiye, jo ye ginti hai
100, ya 100 hindi mein, uske liye ucharan kya hai, counter jo hai, ya shabd jo hai,
wo hai hyaku, ab aap dekhenge ki saam byaku, isme uski reading jo hai, wo badal jati hai,
hap byaku, ginti ke baad na ho karke roku aur hyaku ko mila karke rop byaku bana diya
jaata hai, aur isi prakaar se hachi jo hai, wo bhi ek exception hai, usme bhi hachi aur
byaku mila karke hap byaku bana diya jaata hai, to ye teen cheezein jo hai, ye aapko
kaan rakhni hai, ek byaku, rop byaku, aur ek hap byaku, aur jo naya shabd hai, hazaar
ke liye, wo hai sen, ye yaad rakhiye, ab hi humko iski avashakta padegi, to iska khub
aap renshu kar liye, jo kanji hai uski hyaku ki, wo is prakaar se likhi jati hai, kanji
aapko baadme bhi kar aayenge hum abhi, aur bataayenge ki ye kahan se iska jo concept
hai, jo idea hai, wo aaya hai, heera gana mein ye yaha likha hai, aur agar aapko yaad
hoga, to aapke first lecture mein, jahaan pe humne aapko heera gana introduce kar aayi
hai, wahaan par ye is prakaar se jo sounds hain, unke baare mein bhi mention kiya gaya
hai, to ab aap dekhenge ki jaise jaise hum log aage badhenge, aapko wo jo short sounds
hain, ya jo double sounds hain, wo aapko dekhne mein milenge, to aaj humara jo lesson hai,
jo hum log ko aaj padhna hai, wo hai ikura desu ka, ab ye ikura kya hai, aur kaise prayog
kiya jata hai, aayi dekhte hain, aapko tasveer se kuch to samajh mein aagaya hoga, ki ye
yaha par point karke, ishaara karke, Mariko saan jo hai, kuch pooch rahi hai, to aap ye
andaza laga sakte hain, ki jo ye ikura shabd hai, ye ek prashna baachak shabd hai, ab dekhe
jo humara kaiva hai, wo Meera saan, aur ek jagah jo hai, wo receptionist ke beech mein
hai, aur yaha par jo hai, wo dukaandar aur Meera saan ke beech mein hai, to aayiye ek
baar isko padh lete hain, aap ek baar ye kaiva suniye, aur dekhiye aapko isme kya kya samajh
mein aata hai, sumimasen, denki seihin wa nan kai desu ka, denki seihin wa ni kai desu,
arigatou, sumimasen, sentaki wa ikura desu ka, ni man go sen en desu, reizooko mo ni man
go sen en desu ka, iye samman en desu, sumimasen ka ye tha, ye ulta swastik bana hai, ni man
sanzen en desu, domarigatou, to ye ek bahut simple kaiva hai, Meera saan jo hai kuch kharidne
gayi hai, to jab wo mall pohachti hain, yaani ki department store pohachti hain, to wahan
reception par jo ladki hai, uske beech mein, aur Meera saan ke beech mein kaiva hai, to
kyunki wo uska attention apni aur attract karna chah rahi hai, usse kuch poochna chah rahi
hai, to jaisa ki aapko bataya hai, uss samay kya prayog karte hain, excuse me, to excuse
me ka shabd jo hai, wo hai sumimasen, sumimasen, denki seihin wa nan kai desu ka, denki seihin
wa bijli ke upkaran, ya electrical appliances, to wa nan, nan aapko pata hai, ye ek prashna
wachak shabd hai, aur kai ka arth hai, floor, yaani ki kis maale par hai, kis tale par hai,
to receptionist batati hai, denki seihin wa ni kai desu, yaani ki second floor par hai,
to Meera ji arigato kehati hai, ye khali domo bhi keh sakti hai, aur aage badh sakti hai,
fir ye ni kai jaati hai, waha pe Meera saan aur dukaandar ka ye kaiva hai, fir se sumimasen
hai, denki excuse me, ye sorry ke liye nahi prayog kiya jaa raha hai, sumimasen yaani ki
excuse me, to senta ki wa ikura desu ka, senta ki yaani ki washing machine, wa ikura desu
ka, how much, ya kitne ka hai, ya kya iska maale hai, to dukaandar kehata hai, ni man
gosen en desu, rezo ko mo, ni man gosen en desu ka, rezo ko bhi, aapne kiya hai bhi, also
angrezi mein, ya to, ni man gosen en ka hai, to bolti hai nahi, sam man en ka hai, ab ye
man bhi naya shabd hai aapke liye, aage iske baare mein bhi batayenge, sumimasen, rezo
ko wa ikura desu ka, wo puchti hai, kitne ka hai, ni man sanzen en desu, domo arigato.
To ye ek bahut simple kaiva hai, isme kai naya hai, ikura hum logo aaj karna hi hai,
naya question word hai, aur man hai, humare paas yaha par hai script mein, denki sehin
likha hai yaha pe, ni man gosen en hai, to go yaha pe missing hai, isko hum likhe dete
hai, go aapko pata hai kaise likha jata hai, phir yaha pe sam man en hai, wo bhi kanji
mein hai, ni man sanzen en desu, to ye sab kanji mein hai, ye kanji ka bhi aap abhyas
kariye, ab dekhiye hum log karenge counter kai, jo ki floors ke liye prayog mein aata hai,
to sumimasen, restaurant wa nang kai desu ka, nana kai desu, ab iska hum log abhyas
kar lete hai, dekhiye, yaha par humne restaurant likha hai, to restaurant ki jagah hum aur
bhi kuch laga sakte hai, food court wa nang kai desu ka, to japani mein, food ko to wa
nang kai desu ka, pattern dekhiye wahi chal raha hai, keval restaurant ki jagah aap food
court laga sakte hai, aur yaha pe jo nana kai hai, uski jagah aap koi bhi number laga
karke kai likh sakte hai, aur wo us floor par mana jayega, jaise dekhiye, kodomo no fuku
wa nang kai desu ka, sang kai desu, kutsu wa nang kai desu ka, ya kutsu uriba wa nang
kai desu ka, to ik kai desu, yaani ki ye is floor par hai, to is prakaar se aap pattern
yahi rak sakte hai, aur apne mitra se puth sakte hai, koi bhi noun laga karke jo bhi aapko
yaad ho, aur kai number de karke, aur kai laga karke, chota sa ek kaiva kar sakte hai,
ab jaisa ki humne aapko bataya, manzil ki ginti ke liye kai ka prayog kiya jaata hai,
to aayiye ek baar isko bhi revise kar lete hain hum log, aap humare baad bol sakte hain
aur practice kar sakte hain, ik kai, ni kai, sang kai, yon kai, go kai, rok kai, nana kai,
hachi kai, kyu kai, juk kai, hak kai, aur prashna vachak jo iska shabd hai, wo hai nang
kai, yaani ki kaunsi manzil, to isme bhi aap dekhenge ki rok kai, aur hach kai, ya hak
kai bhi kaha jaata hai, aur sang kai, to ye teen jo hai ye exceptions hain, inko yaad
rakhna zaruri hai, ye dhyan rakhega, iska zor zor se ucharan kariye, to aapko jaldi se
yaad ho jaye, ab dekhiye humare lesson me kono shabd tha, kono aur sono, to agar aapko
yaad hoga, humne apne previous lesson me, lesson 6 me, kore sore series kariye, kore
sore are aur, ab jo aaj hum log karne jaa rahe hain, kono sono ano, dono, ye usi series
ka, koso aado series ka dusra set hai, aur aaj hum log ye dekhenge ki iska prayog karke
hum kaise kaiva karte hain, ek aur cheez hum log ko bahut zaruri dekhne hai, aur wo ye
hai ki in dono me farag kya hai, agar ye ek hi series ke hain, to in me farag kya hai,
to aaye dekhte hain, ek chota sa kaiva hai, isko pehle hum log padhte hain, aur phir dekhte
hain ki kono sono kya hai, dobara se mira aur dukandar ke beech me kaiva hai, to budowa
ikura desu ka, ropyaku en desu, meron mo ropyaku en desu ka, iie meron wa kyuu hyaku en desu,
sou desu ka, kono ringo no basket wa ikura desu ka, sore wa nanahyaku gojuu en desu,
sumimasen, kono ringo no basket wo kudasai, to jo mira san hai, wo yaha pe ek phal ki
dukan par hai, aur phal wale ko hum log kehte hain japani me yaoya san, ya sabzi wale ko
kehte hain yaoya san, to ye simple sa ek kaiva hai, isme bohot saari cheeze hain, aaye usko
hum log dekhte hain, ikura to aapko pata hai, yaha pe ye dekhe ikura hai, iska artha aapko
malum hi hai ki kitne ka hai, mo aap kar chuke hain also, abhi aapko bataya hum ne, yaha
pe ye ek expression hai, sou desu ka, achha aisa hai kya, hindi me jab aap thoda sa surprise
dikhate hain, ya aap aashare vyakta karte hain, to aa sou desu ka, achha aisa hai kya,
to ye expression tab prayog me aata hai, abhi yaha pe dekhe kono ringo, ye seb, ringo
aapko pata hai seb hai, no basket to wa ikura desu ka, basket to ye hai basket, tokri, basket
wa ikura desu ka, to dukaandar ne bataya, nana hyaku goju endesu, ab yaha pe ek cheeze
nahi hai, o kuda sai, ab aaye dekhte hain ye kya hai, jaisa aapko bataya hai pehle bhi,
ek prashna vachak shabd hai ikura, aur vastu ka mooliye jaanne ke liye prayog me aata hai,
jaisa ki yaha pe, kore wa ikura desu ka, ye kitne ka hai, kore wa hyaku endesu, iska
jawab ho sakta hai, aur shimbun wa ikura desu ka, akhbar kitne ka hai, jo bhi paise
hon akhbar ki, wo aap bata sakte hain, ab yaha pe dekhe ikura hai, kore hai, to aap ne
kisi cheeze ki aur point kiya, ishaara kiya, ungli se bataya, aur poochha ki, ye kitne
ka hai, aapne vastu ka naam nahi liya, ye aapne kiya hai, ye shimbun bhi ho sakta hai,
ye koi bhi vastu ho sakti hai, jiski tarah aap ishaara karke pooch rahe hain, ab yaha
pe humne us vastu ka naam le liya, shimbun wa ikura desu ka, usi ki tarah ishaara kiya
aur naam le liya, ya pen wa ikura desu ka, ya kaban wa ikura desu ka, ye aapne pishli
baad practice kiya hai, kore, sore, are, aur dore, ye ek tarike se aapka revision bhi
hai, aur iske baad kya particle aata hai, particle aata hai, wa, kyunki ye aapka topic
hai, isi ke baare mein aap baad kar rahe hain, to isme aap hamesha point karenge, kore
ye hai, sore jo vakta hai, usse door hai, inse door hai, to sore ho gaya, ab ye sajjan
b hai, ye a hai, in dono se koi cheez door hai, wo are ho gaya, aur dore kya hota hai,
jo dore hai, wo iska, is series ka prashna vachak shabd hai, iska arth hai, ki ye cheez
aur ye cheez, ya zyada se zyada ye cheez, in teen cheezon me se kaunsi, to choice ke
liye poochha jaata hai, dekhiye, ye hi cheez aapko bata bhi rahe hain tasveer se, ye haath
hai, isko zara abhi aap bhool jayega, inhone ishara karke poochha, thanakasan, ano bir
wa nanno bir deska, to ab ye ano kya hai, dekhiye, abhi aapko humne pichli slide mein bataya,
kore sore are, ab kono, sono aur, bada clear difference hai, inhone point karke, jis cheez
ki aur point kar rahe hain, uska naam bhi liya, kono jo bhi noun hoga yaha pe uska liya,
aur uske baad particle wa ka prayog kiya hai, dekhiye, ano bir wa nanno bir deska, kis cheez
ki building hai, bir maane building, inko door se nahi dikh raha hai ki wo bank hai,
to ano bir wa nanno bir deska, ya ye bhi kahe sakte the are wa nan deska, to aap dekhenge
are ke saath seedhe wa lagaya gaya hai, aur ano ke saath noun ka naam le karke fir wa
ka prayog kiya gaya hai, to ye basic difference hai kore aur kono mein, kore jo hai wo demonstrative
pronoun hai, aur kono jo hai wo demonstrative adjective hai, grammatically jo hai uska ye
difference hai, to isko aap isi tarike se prayog kariye, ki kono ke baad hamesha noun
laga karke, tab wa lagayiye aur kore ke saath kyunki aap point kar rahe hain, to shrota
aur vakta dono ko pata hai ki kis cheez ke baare mein baad ho rahi hai, isliye noun
ka sangya ka naam lena ya batana awashak nahi hai, to yaha dekhiye tanaka saan ano bir
wa nanno bir deska, ano bir wa gingko des, inka haath asal mein yaha hona chahiye, to
dono jane is object se door hain isliye ano ka prayog kiya gaya hai, ye are bhi keh sakte
the are wa gingko, ab dekhiye dubara se wahi picture hai aur abhi ino ne apni pishli slide
mein kaha ano bir, ab yaha pe kya kar rahe hain, idhar point kar rahe hain aur keh rahe
hain kore wa nan deska, ino ne iska naam nahi liya, pucha kore wa nan deska, samajh mein
nahi aaya ki boshi hai ya kuch aur hai, inke liye kyunki ye cheez door hai yaha se, inke
liye paas mein hai, isliye sore ka prayog karenge, sore wa jo bhi cheez hai ye bata sakte
hain, ya ye bhi keh sakte hain, sono mono wa ye vastu jo hai wo jo bhi cheez ho sakte
hai, yaha pe boshi hai, topi hai isliye sono mono wa boshi desu, is baat ka dhyan rakhiye
ga, dono ka prayog ho sakta hai, lekin sore ke saath wa hai aur iske saath noun ke baad
wa ka prayog kiya jata hai, ab dekhiye ye sanket vachak visheshan hai, jaisa ki yaha
likha hai sanket vachak visheshan wo shabd hai jo sangya se poorv prayog mein aate hain
aur sangya ki aur sanket karte hue visheshan ka kaare karte hain, jaisa abhi humne aapko
bata hai kono sono ano, to kono wah vyakti ya vastu jo vakta ke paas hai aur shrota se
door hai, yaani ki bolne wale ke paas hai aur sunne wale se door hai, sono wo vyakti
ya vastu jo shrota ke paas hai aur vakta se door hai, ano wo vyakti ya vastu jiske baare
mein aap baat kar rahe hain wo shrota aur vakta dono se door hai, aur ant mein dono
se door hai, jo ki prashan vachak hai aur iska arth hai in do ya teen vastuon ya vyaktiyon
me se kaunsa vyakti ya vastu, to ye dhyan rakhiyega iska prayog karne se pehle ki aapko
sangya zarur lagani hai, aapko likh karke ek baar dikha dete hain, kore sore are plus
wah aur kono sono ano plus sangya noun plus, ye aapka topic hai dono baar, yaha pe aap
point karte hain, ishaara karte hain, yaha pe bhi aap point karte hain, ishaara karte
hain lekin sangya ka naam bolte hain, jis bhi cheez ki taraf aap point kar rahe hain
usko naam le karke poochte hain ki ye kya hai, ya ye kiska hai, ya ye kitne ka hai,
ya aur bhi bahut saare vakya aap bana sakte hain, aur dono mein prashan vachak shabd hai
do re aur do ya do ya teen vastuon mein se kaun sa, aapki choice ya preference poochhi
ja rahi hai, ab hamare kaiva mein ye jo shabd tha ikura, prashan vachak shabd, aaye dekhte
hain ki ye kya hai, to ye chota sa kaiva hai, tanaka aur meera ke beech mein, kono hon
ki kitab hai, to unhone bata diya ki ye 300 yen ki kitab hai, kono hon, yaani ki ye kitab
aap phir se, kore wa ikura desu ka kar sakte hain, ye kitne ka, ab dekhiye, yaha par to
hon hai, to aap hon ki jagah, jo bhi aap ne vocabulary kari hai, wo yaha dal karke pooch
sakte hain ki, kono ninjin wa, kono kitab wa, kono pen wa, kono khaban wa, kono kutsu
wa, kono kutsushta wa, ikura desu ka, ab yaha par tasveer hai, ab aap bataiye ye kitne
ka hai, kono pen wa, yon hyaku hachi juu en desu, isko 480 mat padhiye ga, yon hyaku
hachi juu en padhiye ga, ye kasa hai, iske niche bhi likha hai, kono kasa wa, ropyaku
nana juu en desu, aap humare baad bhi bol sakte hain, ye nabe hai, yaani ki bhagona, to
ab aap bataiye ye kitne ka hai, go hyaku hachi juu go en desu, ab dekhiye ye kutsushta
hai, to kono kutsushta wa ikura desu ka, aapne shitsumon kiya, aapne prashna kiya, to jo
bhi aapko price bataani hai uski, aap bata sakte hain, aur yaha par likha bhi hua hai,
isko apne mitra ke saath iska abhyas kariye, ab dekhiye aapke liye aur bhi abhyas hai, aur
ye kuch japani khana rakha hua hai yaha pe, aur tanaka saan khade hai, to dekhiye ye
to aap bata sakte hain, sandu ichi hai, sandu ichi, phir ye kocha hai, ye teeno cheezein
jo hai, ye japani khana hai, ye do soba hai, alag alag tariqe ke soba hai, bahot saare
tariqe ke soba hote hai, to ye kuch mota soba hai, yaani ki mote noodles hai, soup me
aur ye patle noodles hai, ye dry hai, inko is sauce me daal karke, aur tab khaya jaata
hai, ye jo sauce me daalte hain, aur noodles ko, aur phir isko khaya jaata hai, ye soba
hai, soba, ya udon, udon mote hote hain, aur ye tempura hai, tempura ek prakaar ki pakodi
hai, jo ki prawn se banayi jaati hai, ya fish se banayi jaati hai, aur isko, is pakodi
ko, is sauce me daal karke khaya jaata hai, to yaha par ye jo space hai, isme aap koi
bhi, jo ye khane ki cheezein hain, inke baare me aap poot sakte hain, ki tempura wa ikura
desu ka, ab aap apne mitra ke saath iska abhyas kariye, aur dekhiye ki aap ucharan
sahi kar paate hain ya nahi, abhi aapne ikura kiya, ab dekhiye yaha par hai, kono hon
wa, ino ne price pootchi, ki ye itne ki hai kya, kya ye kitab itne ki hai, to ikura ki
jag hai, aap aise daal karke sawal poot sakte hain, ki ye itne ki hai kya, to dukaandar
ya meera jo bhi hain, yaha pe tanaka aur meera hain, to ye sono hon wa sambyaku en desu,
is prakaar se bhi aap kaiva kar sakte hain, dekhiye hon ki jag hai, aapne pehle bhi bahut
saari vocabulary kari hai, to wo shabd jo hai, aap daal karke unke price poot sakte hain,
unke daam poot sakte hain, to wo kuch bhi ho sakta hai, cake ho sakta hai, to cake ho
sakta hai, kot ho sakta hai, kuch bhi ho sakta hai, jisho ho sakta hai, to dekhiye jisho
wa ikura desu ka, to yaha par likha hua hai kuch, yaha par likha hai, to aap apne mitra
ke saath iska abhyas kariye, to kei wa ikura desu ka, to kei wa sen en desu, is prakaar
se aap abhyas kar sakte hain, aur bhi aap ke liye bahut hai, kaban wa ikura desu ka,
ya kutsu wa ikura desu ka, to sen sambyaku gojuu en desu, sen sambyaku gojuu en desu,
kaban wa ikura desu ka, ni sen en desu, aap dekhiye yaha par ino ne kaha, iye sono hon
wa sambyaku en desu, tanaka san jo hai, yaha par inke paas kitab hai, mira san ke paas
kitab nahi hai, unse door hai, to unhone kono sono lagaya, ek aur cheez yaha par hai,
unhone pucha, chaar so yen ki hai, yohi haku en no hon desu ka, to inhone kaha nahi, teen
so yen ki hai, ab agar isko aapko kehna hai nahi, yohi haku en ki nahi hai, to aap kaise
kahenge, aapne deva ari masen kiya hai, to kono hon wa yohi haku en desu ka, iye yohi
haku en deva ari masen, ya yohi haku en ja ari masen, dono ek hi cheeze hai, bilkul barabar
hai, chahen aap deva kahiye, chahen aap ja kahiye, iye yohi haku en ja ari masen, sambyaku
en desu, aap is tarike se bhi pura jawab de sakte hai, to kei wa ni haku en desu ka, iye
to kei wa ni haku en deva ari masen, to kei wa sen en desu, is prakaar se bhi aap kaiva
kar sakte hai, aap dekhiye aapne apne previous lessons me a desu ka, b desu ka kiya hai,
a hai kya, ya b hai kya, to ye wala jo ka hai, wo ya ke roop me prayog kiya gaya hai,
hum log aaj isi pattern ko yaha par bhi prayog karke dekh sakte hai, budo wa ni haku en desu
ka, sambyaku en desu, budo wo kudasai, arigatou gozaimasu, budo wa itna desu ka, itna desu
ka, choice puch rahe hain, janana chah rahe hain, itne ka hai ya itne ka hai, to unhone
kaha sambyaku en desu, aap inko laga ki daam theek hai, to inhone kaha budo wo kudasai,
budo mujhe de dijiye, kudasai ka arth hai, kudasai ka arth hai, please, kripya, mujhe
de dijiye, to noun wo kudasai, jo bhi cheez aap kharidna chahate hain, ya jo bhi cheez
aap kisi se maang rahe hain, dene ke liye request kar rahe hain, uske baad us cheez
ka naam le kar ke, okudasai kahiye aur wo cheez aap kharidne wale hain, ya aap maang
rahe hain, is prakaar se okudasai ka prayog hota hai, yaha par kharidne ke liye prayog
kar rahe hain, aur bhi tareeke se iska prayog hota hai, wo hum log baad mein karenge, to
yaha par ye n ki kanji bhi likhi hai, aur heera gaana mein likha hai, isko bhi aap practice
kariye, dekhiye kuch tasveere hain, neeche price likhi hai, apne mitra se poochiye aur
price batayiye, to yaha par budo hai, budo wa ikura desu ka, ya budo wa hyaku yen desu
ka, ni hyaku yen desu ka, to jo bhi price ho, wo aap batayiye aur kaiva kariye, mikan
hai ye, to orange, orenji, mikan wa hyaku goju yen desu ka, ni hyaku ju yen desu ka, iska
bhi abhyas kariye, batayiye ye kya hai, ye momo hai, aap sabzi ki dukaan par hain, to momo
wa ni hyaku goju yen desu ka, sambyaku yen desu ka, to momo wa ni hyaku goju yen desu,
ye suika hai, suika wa sei yen desu ka, sen kyu hyaku yen desu ka, in chaaron cheezon
ka apne mitra ke saath zor zor se abhyas kariye, to A desu ka B desu ka jo pattern hai, wo
aapko samajh mein aane lagega, aur aap asani se prayog kar payenge, ab dekhiye abhi am log
ne okudasai kiya tha, to okudasai hai kya, japani bhasha mein kisi bhi vastu ko kharidne
ke liye okudasai ka prayog kiya jata hai, jaisa aapko bataya, iska arth hai mujhe ye
samaan de dijiye, ya main ye kharid raha hoon, aur kisi se vinamrita se koi vastu maangne
ke liye, ya agrah karte same bhi okudasai ka prayog kiya jata hai, ye hum log baad mein
karenge, aaj hum log keval samaan kharidne ke liye okudasai ka prayog dekh rahe hain,
aur ye bhi bahut zaruri hai ki okudasai se pehle sangya lagana anivaar hai, kyunki aap
kuch kharid rahe hain, to jo bhi kuch hai, wo noun hai, isliye sangya lagana anivaar hai,
tab to pata chalega ki aapko kya cheez chahiye, ab dekhiye ringo okudasai, shio okudasai,
suno hono okudasai, to ye samaan main kharid raha hoon, iska any tareeke se bhi prayog
hota hai, jo ki aaj yaha nahi hum log karenge, usko baad mein bataayenge aapko, ab dekhiye
japaan ki jo currency hai, wo n hai, aur angrezi mein yen likhte hai, lekin kyunki ye sound
hi nahi hai japaani mein, isliye n pronounce kiya jata hai, to n japaani mudra ko kehte
hai, aur iska angrezi mein chin hai ye, jaisa ki aapko bata hai, japaani bhasha mein iska
ek aur bhi arth hai, is character ka aur arth hai, ye hai maru, yaani ki circle, yaani
ki round, iska chin dekhiye yaha pe bhi bana hua hai, humne abhi banaya bhi aapke liye,
to go hyaku en, go hyaku aur en, nana juu en, ringo wa hyaku en desu, to hyaku aur, is
prakaar se n banta hai, abhi aage bhi aapko n bataayenge, iska ek jo reading hai, ek jo
reading hai, wo maru bhi hai, marui, ab dekhiye kanji hai, hum log kanji karte hain, thodi
bahut kanji aapne kari hai, aaj jo kanji karne jaa rahe hain, marui, marui, marui, marui
hai, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui,
marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui, marui,
